Banaya Prabhu Ne Hai Aapna - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Banaya Prabhu Ne Hai Aapna
Diya Sukh Hame Hai Kitana
banaya prabhu ne hai aapna
diya sukh hame hai kitana
na itane tare ambar me
na itane tare ambar me
na sagar me hi jal itana

banaya prabhu ne hai aapna
diya sukh hame hai kitana
banaya prabhu ne hai aapna
diya sukh hame hai kitana
na itane tare ambar me
na itane tare ambar me
na sagar me hi jal itana

banaya prabhu ne hai aapna
diya sukh hame hai kitana

hai kismat ke dhani ham to
ke ham bhagavan ko paye
hai kismat ke dhani ham to
ke ham bhagavan ko paye
koi mane ya na mane ye
dil jane jo gam paye
ye maher baniya to hai uski
warna koi usko kab paye
banaya prabhu ne hai aapna
diya sukh hame hai kitana

wohe hai asharan sharan hari
jo hamko god me pale
wohe hai asharan sharan hari
jo hamko god me pale
diya jivan naya hamko
pila kar najaro se pyale
hai kismat pe ham itarate
he gate hoke mat vale
banaya prabhu ne hai aapna
diya sukh hame hai kitana

banaya prabhu ne hai aapna
diya sukh hame hai kitana
na itane tare ambar me
na itane tare ambar me
na sagar me hi jal itana
banaya prabhu ne hai aapna
diya sukh hame hai kitana
banaya prabhu ne hai aapna
diya sukh hame hai kitana


0 comments:

Post a Comment

 
Top