Pa Lo Prabhu Ka Pyar Agar Hai Pana - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Pa lo prabhu ka pyar agar hai pana
kahi lutna jaye sanso ka khajana
kahi lutna jaye sanso ka khajana
pa lo prabhu ka pyar

kal kisane dekha hai aaj tum ye kar lo
prabhu prem ka ras apne jivan me bhar lo
apne jivan me bhar lo
kahi pad na jaye bad me pachha tana
kahi lutna jaye sanso ka khajana
pa lo prabhu ka pyar

prabhu ko bana lo apne dil ka sahara
dekho moka fir na aayega dobara
fir na aayega dobara
maya me man ko vyath na ulaja na
kahi lutna jaye sanso ka khajana
pa lo prabhu ka pyar

udne ko man ko apne nil gagan me
prabhu prem bhar lo firse ant karan me
firse ant karan me
kahi samay ka panchhi chug na jaye dana
kahi lutna jaye sanso ka khajana
pa lo prabhu ka pyar agar hai pana
kahi lutna jaye sanso ka khajana
kahi lutna jaye sanso ka khajana
kahi lutna jaye sanso ka khajana


0 comments:

Post a Comment

 
Top