Suno Dhadkano Ki Jara Aavaj Ko - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Suno dhadkano ki jara aavaj ko
suno dhadkano ki jara aavaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko

suno dhadkano ki jara aavaj ko
suno dhadkano ki jara aavaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko

nadiya ki kal kal sa baheta hai pal pal
bite umariya kahata hai kyu kal kal
nadiya ki kal kal sa baheta hai pal pal
bite umariya kahata hai kyu kal kal
chalo samay ke sabhi sajalo saj ko
chalo samay ke sabhi sajalo saj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko

chandan ka nandan van nahi jalana
bato me na jivan vyath gavana
chandan ka nandan van nahi jalana
bato me na jivan vyath gavana
kaato ka kyu le fir te ho taj ko
kaato ka kyu le fir te ho taj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko

khushiyo ki khushbu se bhar de aachal
gungate gundan tu kar ta chal
khushiyo ki khushbu se bhar de aachal
gungate gundan tu kar ta chal
samaj sako to samjlo sukh ke raj ko
samaj sako to samjlo sukh ke raj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko

suno dhadkano ki jara aavaj ko
suno dhadkano ki jara aavaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko
prabhu prem se safal banalo aaj ko


0 comments:

Post a Comment

 
Top