Bharat Desh Ki Mahima Mahan - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Bharat desh ki mahima mahan
bharat desh ki mahima mahan
isme ate shiv bhagavan
bharat desh ki mahima mahan
bharat desh ki mahima mahan
isme ate shiv bhagavan
jag ka ye he tirth sthan
jag ka ye he tirth sthan
param pitaka janm sthan
bharat desh ki mahima mahan
sat yug me sone ki chidiya
yahi bharat kehela ta tha
srv guno se purn manushy bhi devi deva kahela tha
bharat ki bhi uchi shan
bharat ki bhi uchi shan
isme ate shiv bhagavan
bharat desh ki mahima mahan
sukh shanti aur pavitrata ka
akhut yaha khajana tha
lakshmi narayan ke rajy me
sab kuchh hi manbhata tha
har chahare par bhi muskan
har chahare par bhi muskan
isme ate shiv bhagavan
bharat desh ki mahima mahan
bharat desh ki mahima mahan
isme ate shiv bhagavan
jag ka ye he tirth sthan
param pitaka janm sthan
bharat desh ki mahima mahan
bharat desh ki mahima mahan
0 comments:
Post a Comment