Samay Aur Sansar Badal Te - Brahma Kumaris Songs Lyrics

Samay aur sansar badal te
samay aur sansar badal te
badale din aur raat
mann ka parivartan jab hoga
tabhi banegi baat
samay aur sansar badal te
jabse duniya bani tabhi se huye yaha parivartan
jabse duniya bani tabhi se huye yaha parivartan
avishkaro se badatakar sukh suvidha ke sadhan
kintu paraye pan ke karan huye ghat pratighat
mann ka parivartan jab hoga
tabhi banegi baat
samay aur sansar badal te
saath na laye koi kuchh bhi
saath na laye koi kuchh bhi
jane sara jamana
ye sharir bhi yahi chhod kar ek din to he jana
prem shanti se rahe sabhi to sukh ki ho barasad
mann ka parivartan jab hoga
tabhi banegi baat
samay aur sansar badal te
samay aur sansar badal te
samay aur sansar badal te
badale din aur raat
mann ka parivartan jab hoga
tabhi banegi baat
samay aur sansar badal te
0 comments:
Post a Comment