Aaj Ka Din He Suhana Aya - Brahma Kumaris Songs Lyrics


Aaj ka din he suhana aya
sab ke mann ko bhaya hai
aaj ka din he suhana aya
sab ke mann ko bhaya hai
is srushti ko swarg bana ne
is srushti ko swarg bana ne
pran pita ab aya hai
aaj ka din he suhana aya

pavitrta ka shubh jal de kar
mangal hame banaya hai
pavitrta ka shubh jal de kar
mangal hame banaya hai
nark bane is patit jagat ko
nark bane is patit jagat ko
pavan aaj banaya hai
pavan aaj banaya hai
aaj ka din he suhana aya

mohath mir ko dur hatane
gyan ka marg pasara hai
mohath mir ko dur hatane
gyan ka marg pasara hai
saty gita ka bodh karane
saty gita ka bodh karane
brahma tan me aya hai
brahma tan me aya hai
aaj ka din he suhana aya

brahma dvara gyan sunakar
shubh pad dilaya hai
brahma dvara gyan sunakar
shubh pad dilaya hai
kaam krodh aur ahankar ko
kaam krodh aur ahankar ko
fir se aaj mitaya hai
fir se aaj mitaya hai
aaj ka din he suhana aya

mann manabhav mantr suna ne
param pita ab aaya hai
mann manabhav mantr suna ne
param pita ab aaya hai
antim jivan safal banlo
antim jivan safal banlo
param pita ne bataya hai
param pita ne bataya hai
aaj ka din he suhana aaya
sab ke mann ko bhaya hai
aaj ka din he suhana aaya
sab ke mann ko bhaya hai
is srushti ko swarg bana ne
is srushti ko swarg bana ne
pran pita ab aya hai
aaj ka din he suhana aya ----- (9)


0 comments:

Post a Comment

 
Top