Andhiyare Sabhi Mit Rahe - Brahma Kumaris Songs Lyrics
Andhiyare sabhi mit rahe
ujiyara aa gaya
gyan sury firse
shiv pyara aa gaya
andhiyare sabhi mit rahe
ujiyara aa gaya
gyan sury firse
shiv pyara aa gaya
andhiyare sabhi mit rahe
ujiyara aa gaya
gyan sury firse
shiv pyara aa gaya
andhiyare sabhi mit rahe
sansar fasa huva tha
vikaro ke jaal me
har manav bandha huva tha
dukh ke janjal me
har aatma ka firse
har aatma ka firse
wo sahara aa gaya
gyan sury firse
shiv pyara aa gaya
andhiyare sabhi mit rahe
vikaro ke sagar me
is jag ki nav thi
ishvar bachao aakar
aati aavaj thi
har nav ko bachane
har nav ko bachane
wo kinara aa gaya
gyan sury firse
shiv pyara aa gaya
andhiyare sabhi mit rahe
andhakar me the bhatake
milati na raah thi
paramatma ko paye
sab ki ye chah thi
har jyoti ko jagane
har jyoti ko jagane
wo dubara aa gaya
gyan sury firse
shiv pyara aa gaya
andhiyare sabhi mit rahe
ujiyara aa gaya
gyan sury firse
shiv pyara aa gaya
shiv pyara aa gaya
shiv pyara aa gaya
0 comments:
Post a Comment